eknazar - desi lifestyle portal
Global
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders



pagination
1     298  299  300  301  302  303     328  359  421  544  
pagination
Khush Rahne Ki Aada Di Hai

Hame Jisne Khush Rahne Ki Aada Di Hai
Har Pal Jeene Ki Dua Di Hai
Aey Khuda Khush Rakhna Use Jisne
Apne Dil Me Thodi Si Jagah Di Hai
...


Oct 24 2014 by Eknazar

Aashiq Dil Ne Maara Hai

Ishq Ka Qasoor Nahin, Aashiq Dil Ne Maara Hai..
Ishq To Hai Paas Mere, Dil Mera Aawara Hai..
Ab Judai Sahi Na Jaye, Maut Mujhe Gawaara Hai..
K...
...


Oct 22 2014 by Eknazar

Aitbaar Itna Karna Ke Shaq Na Rahe

Aye Dost Humko Saath Itna Do Ke Had Na Rahe,
Magar Aitbaar Bhi Itna Karna Ke Shaq Na Rahe,
Hamse Wafa Itni Karna Ke Kabhi Bewafai Na Ho,
Aur D...
...


Oct 22 2014 by Alex Martin

Logon Ka Kehna Magroor Hoon

Saza Na Do Muje Beqasur Hoon Me,
Tham Lo Muj Ko Gamon Se Choor Hoon Me,
Teri Doori Ne Kr Dya Pagal Sa Muje,
Or Logon Ka Kehna He K Magroor Hoon Me,
...


Oct 21 2014 by Eknazar

Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwaab

Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwaab Tute
Na Jane Kitne Tukdo Mein Armaan Tute
Har Tukda Aaina Hai Zindgi Ka
Har Aaine Ke Saath Laakhon Jazbaat Tute..
...


Oct 21 2014 by Eknazar

Chahat Ke Jazboon Ko Badnaam

Is Raaz-E-Mohabbat Ko Aam Nahin Karna,
Chahat Ke Jazboon Ko Badnaam Nahin Karna,
Tum Jaan Ho Hamari Bas Itna Samajh Lo,
Mere In Lafzoon Ko Nee...
...


Oct 19 2014 by Eknazar

Anjaane Me Dil Gavaa Baithe

Anjaane Me Dil Gavaa Baithe
Is Pyaar Me Kaise Dhoka Kha Baithe
Unse Kya Gila Kare, Bhool Toh Humari Thi
Jo Bina Dil Waalon Se Dil Lagaa Baithe
...


Oct 19 2014 by Eknazar

Dost Se Dost Kabi Khafa Nhi Hote

Dost Se Dost Kabi Khafa Nhi Hote,
Dil Milkar Kabi Juda Nhi Hote,
Bhula Dena Hmari Khamiyon Ko..
Kyon Ki Insaan Kabi Khuda Nahi Hote.
...


Oct 17 2014 by eKnazar

Har Pal Aap Hi Ko Yaad Kiya Karte Hai

Har Pal Haskar Jiya Karte Hai,
Har Baat Aapse Kiya Karte Hai,
Khas Ho Hamare Liye Aap, Isliye
Har Pal Aap Hi Ko Yaad Kiya Karte Hai…
...


Oct 17 2014 by eknazar

Ye Mulakat Mulakat Na Hai Pehli Si

Chaand To Nikla Hai Magar Ye Raat Na Hai Pehli Si,
Ye Mulakat Mulakat Na Hai Pehli Si,
Ranj Kuch Kam To Hua Aaj Milne Se,
Ye Alag Baat Hai Ke ...
...


Oct 16 2014 by eKnazar

pagination
1     298  299  300  301  302  303     328  359  421  544  
pagination


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us