aarzoo thi jinki
aarzoo thi jinki bahon me dam nikal jaaye..
unhine ne aaj ruswa kardiya hai..
ke beshumar thi chaahat meri unke liye..
chahat ki isi khaish ne akela kardiya hai..
barso se ek khwab ki haqeeqat talash karta aaya hun..
usi khwab ke ujaale ne andhera kardiya hai..
ab sambhalna chaahein to kis tarah sambhlein dil-e-nadaan..
unki mohabbat me zindagi ne jeena dushwaar kar diya hai..
Pierce